November 12, 2006

TBD

Rakkasa vo nahi, par ek raks kar gayi
Path-thar tarash gayi, mujhe ek shaks kar gayi

Kitna guroor tha, mujhe apne vajood par
Fanna kar gayi mujhe, fakat aks kar gayi

tbc ... (suggestions, additions invited)

1 comment:

faiqg said...

jeete the jiske saharey sehra-e-tanhaii main
khali meri yaadon ka baks kar gayi

rote the apna ranj haathon main le kar
ashqon zakhmon ko mere marham kar gayi

Faiq